Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

thaki hui mamta ki qimat laga rahe hain

Meraj Faizabadi

thaki hui mamta ki qimat laga rahe hain

Meraj Faizabadi

MORE BYMeraj Faizabadi

    thakī huī māmtā qīmat lagā rahe haiñ

    amiir beTe duā qīmat lagā rahe haiñ

    maiñ jin ko uñglī pakaḌ ke chalnā sikhā chukā huuñ

    vo aaj mere asā qīmat lagā rahe haiñ

    mirī zarūrat ne fan ko nīlām kar diyā hai

    to log merī anā qīmat lagā rahe haiñ

    maiñ āñdhiyoñ se musālahat kaise kar sakūñgā

    charāġh mere havā qīmat lagā rahe haiñ

    yahāñ pe 'merāj' tere lafzoñ aabrū kyā

    ye log bāñg-e-darā qīmat lagā rahe haiñ

    thaki hui mamta ki qimat laga rahe hain

    amir beTe dua ki qimat laga rahe hain

    main jin ko ungli pakaD ke chalna sikha chuka hun

    wo aaj mere asa ki qimat laga rahe hain

    meri zarurat ne fan ko nilam kar diya hai

    to log meri ana ki qimat laga rahe hain

    main aandhiyon se musalahat kaise kar sakunga

    charagh mere hawa ki qimat laga rahe hain

    yahan pe 'meraj' tere lafzon ki aabru kya

    ye log bang-e-dara ki qimat laga rahe hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now