Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tirgi ko qarib aane do

Naveed Sarosh

tirgi ko qarib aane do

Naveed Sarosh

MORE BYNaveed Sarosh

    tīrgī ko qarīb aane do

    zindagī fareb khāne do

    ab to kashtī lage kināre par

    taaki phir mil sakeñ divāne do

    zikr karte haiñ apne maazī

    dost milte haiñ jab purāne do

    har na.e din ye taqāzā hai

    zindagī ko na.e fasāne do

    vaqt in ḳhamoshiyoñ meñ 'sarosh'

    mahfil-e-dostāñ sajāne do

    tirgi ko qarib aane do

    zindagi ka fareb khane do

    ab to kashti lage kinare par

    taki phir mil saken diwane do

    zikr karte hain apne mazi ka

    dost milte hain jab purane do

    har nae din ka ye taqaza hai

    zindagi ko nae fasane do

    waqt ki in KHamoshiyon mein 'sarosh'

    mahfil-e-dostan sajaane do

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now