Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tere baghair nahin dekh jhank kar koi

Ezaz Kazmi

tere baghair nahin dekh jhank kar koi

Ezaz Kazmi

MORE BYEzaz Kazmi

    tire baġhair nahīñ dekh jhāñk kar koī

    ye dil vo dil thā ki jis nahīñ thā dar koī

    batā de vahshatoñ fauj ko chalī jaa.e

    batā de ke nahīñ yuuñ bhī aaj ghar koī

    maiñ rahā huuñ fasīlo, darḳhto tasvīro

    so tum meñ to nahīñ hai merā ham-safar koī

    use kaho ki kisī ko tirī zarūrat hai

    kaho ki jāgtā rahtā hai rāt-bhar koī

    ye dasht dasht nahīñ lag rahā mujhe 'e.azāz'

    ki maiñ ne chhoḌī nahīñ us rahguzar koī

    tere baghair nahin dekh jhank kar koi

    ye dil wo dil tha ki jis ka nahin tha dar koi

    bata de wahshaton ki fauj ko chali jae

    bata de ja ke nahin yun bhi aaj ghar koi

    main ja raha hun fasilo, darKHto taswiro

    so tum mein to nahin hai mera ham-safar koi

    use kaho ki kisi ko teri zarurat hai

    kaho ki jagta rahta hai raat-bhar koi

    ye dasht dasht nahin lag raha mujhe 'eazaz'

    ki main ne chhoDi nahin us ki rahguzar koi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now