Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

teri jafaon ka lubb-e-lubab likkha hai

Parvez Anjum

teri jafaon ka lubb-e-lubab likkha hai

Parvez Anjum

MORE BYParvez Anjum

    tirī jafāoñ lubb-e-lubāb likkhā hai

    jo mere chehre pe dil ne hisāb likkhā hai

    na saañs lene tāqat na aane jaane

    mire nasīb meñ kaisā azaab likkhā hai

    sitam kiye the jo tum ne vo yaad haiñ ham ko

    hamāre paas to sab hisāb likkhā hai

    ulaT ke dekho sitam javāb kis se milā

    mirī kitāb meñ is javāb likkhā hai

    hamāre likhne pe kyoñ e'tirāz hai tum ko

    jahāñ bhī likkhā hai tum ko gulāb likkhā hai

    ġhazal to ek bahānā hai asl meñ 'anjum'

    kisī savāl ham ne javāb likkhā hai

    teri jafaon ka lubb-e-lubab likkha hai

    jo mere chehre pe dil ne hisab likkha hai

    na sans lene ki taqat na aane jaane ki

    mere nasib mein kaisa azab likkha hai

    sitam kiye the jo tum ne wo yaad hain hum ko

    hamare pas to sab ka hisab likkha hai

    ulaT ke dekho sitam ka jawab kis se mila

    meri kitab mein is ka jawab likkha hai

    hamare likhne pe kyon e'tiraaz hai tum ko

    jahan bhi likkha hai tum ko gulab likkha hai

    ghazal to ek bahana hai asl mein 'anjum'

    kisi sawal ka hum ne jawab likkha hai

    Source:

    (Pg. 37)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now