teri nazar ke ishaare udas rahte hain
tirī nazar ke ishāre udaas rahte haiñ
ye zindagī ke sahāre udaas rahte haiñ
mujhī se hotī hai bedār mauj-e-ḳhvābīda
mire baġhair kināre udaas rahte haiñ
tirā jamāl rahīn-e-naqāb hai jab se
falak pe chāñd sitāre udaas rahte haiñ
teri nazar ke ishaare udas rahte hain
ye zindagi ke sahaare udas rahte hain
mujhi se hoti hai bedar mauj-e-KHwabida
mere baghair kinare udas rahte hain
tera jamal rahin-e-naqab hai jab se
falak pe chand sitare udas rahte hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.