Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tishna-kaami mein riayat nahin karne wale

Aqib Sabir

tishna-kaami mein riayat nahin karne wale

Aqib Sabir

MORE BYAqib Sabir

    tishna-kāmī meñ ri.āyat nahīñ karne vaale

    ham amānat meñ ḳhayānat nahīñ karne nahīñ karne vaale

    raushnī ham pe ināyat nahīñ karne vaalī

    ham charāġhoñ se shikāyat nahīñ karne vaale

    ham se ye kār-e-musāfat nahīñ hone vaalā

    zindagī terī qayādat nahīñ karne vaale

    ham se ayyām gardish nahīñ dekhī jaatī

    ḳhair ham is vazāhat nahīñ karne vaale

    hasb-e-maqdūr hameñ ḳhaak uḌānī hai so ham

    jism-e-ḳhasta marammat nahīñ karne vaale

    phir vahī ḳhvāb vahī zid nahīñ 'āqib-sābir'

    ham usūloñ se baġhāvat nahīñ karne vaale

    tishna-kaami mein riayat nahin karne wale

    hum amanat mein KHayanat nahin karne nahin karne wale

    raushni hum pe inayat nahin karne wali

    hum charaghon se shikayat nahin karne wale

    hum se ye kar-e-musafat nahin hone wala

    zindagi teri qayaadat nahin karne wale

    hum se ayyam ki gardish nahin dekhi jati

    KHair hum is ki wazahat nahin karne wale

    hasb-e-maqdur hamein KHak uDani hai so hum

    jism-e-KHasta ki marammat nahin karne wale

    phir wahi KHwab wahi zid nahin 'aqib-sabir'

    hum usulon se baghawat nahin karne wale

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Aqib Sabir

    Aqib Sabir

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now