Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tum se bichhDe to koi KHwab na dekha humne

Wasim Nadir

tum se bichhDe to koi KHwab na dekha humne

Wasim Nadir

MORE BYWasim Nadir

    tum se bichhḌe to koī ḳhvāb na dekhā ham ne

    rakh liyā āñkhoñ us din se roza ham ne

    aaj ḳhush-hāl haiñ to donoñ alag rahte haiñ

    jo burā vaqt thā vo saath guzārā ham ne

    aañkh se Tuut gayā ḳhvāb rishta āḳhir

    liyā jāgte rahne natīja ham ne

    kyā himāqat hai ki bas ek anā ḳhātir

    kar liyā tum se bichhaḌnā bhī gavāra ham ne

    'ishq ke khel meñ aañsū mayassar hoñge

    yaad to kiije ka.ī baar kahā thā ham ne

    tum se bichhDe to koi KHwab na dekha hum ne

    rakh liya aankhon ka us din se hi roza hum ne

    aaj KHush-haal hain to donon alag rahte hain

    jo bura waqt tha wo sath guzara hum ne

    aankh se Tut gaya KHwab ka rishta aaKHir

    pa liya jagte rahne ka natija hum ne

    kya himaqat hai ki bas ek ana ki KHatir

    kar liya tum se bichhaDna bhi gawara hum ne

    'ishq ke khel mein aansu hi mayassar honge

    yaad to kije kai bar kaha tha hum ne

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now