Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tumhaara nam le kar dar-ba-dar hota rahunga

Rashid Aazar

tumhaara nam le kar dar-ba-dar hota rahunga

Rashid Aazar

MORE BYRashid Aazar

    tumhārā naam le kar dar-ba-dar hotā rahūñgā

    ki barsoñ dāġh-e-dil ashkoñ se maiñ dhotā rahūñgā

    ḳhushiyāñ sameT aur ġham mujhe de de maiñ huuñ

    tire hisse ġhamgīnī ko maiñ rotā rahūñgā

    jagāyā muntazir āñkhoñ ne barsoñ ab ye sochā

    ki marne bahāna kar ke maiñ sotā rahūñgā

    mujhe bas ek lamha sochne do zindagī bhar

    kise paane ḳhātir maiñ kise khotā rahūñgā

    mire shāne thake haare haiñ 'āzar' sochtā huuñ

    kahāñ tak apne sar bojh maiñ Dhotā rahūñgā

    tumhaara nam le kar dar-ba-dar hota rahunga

    ki barson dagh-e-dil ashkon se main dhota rahunga

    tu KHushiyan hi sameT aur gham mujhe de de main hun na

    tere hisse ki ghamgini ko main rota rahunga

    jagaya muntazir aankhon ne barson ab ye socha

    ki marne ka bahana kar ke main sota rahunga

    mujhe bas ek lamha sochne do zindagi bhar

    kise pane ki KHatir main kise khota rahunga

    mere shane thake haare hain 'azar' sochta hun

    kahan tak apne sar ka bojh main Dhota rahunga

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    tumhaara nam le kar dar-ba-dar hota rahunga Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now