Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tumhaare hijr ki tafsir ho gae hum log

Ammar Yasir Migsi

tumhaare hijr ki tafsir ho gae hum log

Ammar Yasir Migsi

MORE BYAmmar Yasir Migsi

    tumhāre hijr tafsīr ho ga.e ham log

    jo miT na paa.e to tahrīr ho ga.e ham log

    vo jis ne ham ko tasallī se pā.emāl kiyā

    usī ke paañv zanjīr ho ga.e ham log

    tumheñ jo sochā to rashk aayā zindagī pe hameñ

    tumheñ jo dekhā to tasvīr ho ga.e ham log

    hamāre ḳhvāb ta.abīr mil na paa.ī to phir

    tumhāre ḳhvāb ta.abīr ho ga.e ham log

    jab apne aap meñ ḳhūbī koī dikhā.ī na

    to apne aiboñ tash.hīr ho ga.e ham log

    tumhaare hijr ki tafsir ho gae hum log

    jo miT na pae to tahrir ho gae hum log

    wo jis ne hum ko tasalli se paemal kiya

    usi ke panw ki zanjir ho gae hum log

    tumhein jo socha to rashk aaya zindagi pe hamein

    tumhein jo dekha to taswir ho gae hum log

    hamare KHwab ki tabir mil na pai to phir

    tumhaare KHwab ki tabir ho gae hum log

    jab apne aap mein KHubi koi dikhai na di

    to apne aibon ki tashhir ho gae hum log

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now