Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tu ek nam hai magar sada-e-KHwab ki tarah

Asghar Gondvi

tu ek nam hai magar sada-e-KHwab ki tarah

Asghar Gondvi

MORE BYAsghar Gondvi

    ek naam hai magar sadā-e-ḳhvāb tarah

    maiñ ek harf huuñ magar nishān-e-āb tarah

    mujhe samajh ki maiñ asl rāz-e-kā.enāt huuñ

    dharā huuñ tere sāmne khulī kitāb tarah

    maiñ koī giit huuñ magar sadā bandishoñ meñ huuñ

    mire lahū meñ raag hai sam-e-azāb tarah

    mirī panāh-gāh thī unhī ḳhalāoñ meñ kahīñ

    maiñ sat.h-e-āb par rahā habāb-e-āb tarah

    maiñ 'asġhar'-e-hazīñ kabhī kisī ke dostoñ meñ thā

    vo din bhī mujh ko yaad haiñ ḳhayāl-e-ḳhvāb tarah

    tu ek nam hai magar sada-e-KHwab ki tarah

    main ek harf hun magar nishan-e-ab ki tarah

    mujhe samajh ki main hi asl raaz-e-kaenat hun

    dhara hun tere samne khuli kitab ki tarah

    main koi git hun magar sada ki bandishon mein hun

    mere lahu mein rag hai sam-e-azab ki tarah

    meri panah-gah thi unhi KHalaon mein kahin

    main sath-e-ab par raha habab-e-ab ki tarah

    main 'asghar'-e-hazin kabhi kisi ke doston mein tha

    wo din bhi mujh ko yaad hain KHayal-e-KHwab ki tarah

    Source:

    Funoon(Jadeed Ghazal Number: Volume-002) (Pg. 709)

      • Edition: 1969
      • Publisher: Ahmad Nadeem Qasmi
      • Year of Publication: 1969
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now