Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tu hawa ke hath pe chahaton ka diya jalane ki zid na kar

Shahbaz Nayyar

tu hawa ke hath pe chahaton ka diya jalane ki zid na kar

Shahbaz Nayyar

MORE BYShahbaz Nayyar

    havā ke haath pe chāhatoñ diyā jalāne zid na kar

    ye udaas logoñ shahr hai yahāñ muskurāne zid na kar

    maiñ huuñ dostoñ Dasā huā mirā ġham hai had se baḌhā huā

    maiñ shikasta ghar misāl huuñ mire paas aane zid na kar

    maiñ tirī ġhazal to nahīñ huuñ jo har ek lab pe sajā rahūñ

    maiñ to ek misra-e-dard huuñ mujhe gungunāne zid na kar

    abhī lauT aa abhī vaqt hai abhī saañs baaqī hai jism meñ

    tujhe ilm hai mirī jaañ hai mujhe āzmāne zid na kar

    tu hawa ke hath pe chahaton ka diya jalane ki zid na kar

    ye udas logon ka shahr hai yahan muskurane ki zid na kar

    main hun doston ka Dasa hua mera gham hai had se baDha hua

    main shikasta ghar ki misal hun mere pas aane ki zid na kar

    main teri ghazal to nahin hun na jo har ek lab pe saja rahun

    main to ek misra-e-dard hun mujhe gungunane ki zid na kar

    abhi lauT aa abhi waqt hai abhi sans baqi hai jism mein

    tujhe ilm hai meri jaan hai tu mujhe aazmane ki zid na kar

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now