Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tu KHafa mujhse hua kya bais

Bal Mukund Besabr

tu KHafa mujhse hua kya bais

Bal Mukund Besabr

MORE BYBal Mukund Besabr

    ḳhafā mujh se huā kyā baa.is

    jurm kyā mujh se huā kyā baa.is

    kis liye dushman-e-jāñ hai gunāh

    kaun-sā mujh se huā kyā baa.is

    kyoñ dil-āzār hai koī qusūr

    dil se mujh se huā kyā baa.is

    bas maiñ us but ke jo Daalā hai gunāh

    kyā ḳhudā mujh se huā kyā baa.is

    kyā jihat kyā hai sabab kyā maujib

    judā mujh se huā kyā baa.is

    aaj vo lo.bat-e-chīñ chīñ-ba-jabīñ

    be-ḳhatā mujh se huā kyā baa.is

    raat 'be-sabr' vo barham nāhaq

    nā-ravā mujh se huā kyā baa.is

    tu KHafa mujh se hua kya bais

    jurm kya mujh se hua kya bais

    kis liye dushman-e-jaan hai tu gunah

    kaun-sa mujh se hua kya bais

    kyon dil-azar hai tu koi qusur

    dil se ya mujh se hua kya bais

    bas main us but ke jo Dala hai gunah

    kya KHuda mujh se hua kya bais

    kya jihat kya hai sabab kya maujib

    tu juda mujh se hua kya bais

    aaj wo lobat-e-chin chin-ba-jabin

    be-KHata mujh se hua kya bais

    raat 'be-sabr' wo barham nahaq

    na-rawa mujh se hua kya bais

    Source:

    Ghalib Ka Ek Mashshaq Shagird Balmukund Besabr (Pg. 121)

    • Author: Kalidas Gupta Raza
      • Publisher: Sakar Publisher, Mumbai
      • Year of Publication: 1992
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now