Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tu mere jigar ka qarar hai tu meri nazar ki talash hai

Haleema Sadiya Shagufta

tu mere jigar ka qarar hai tu meri nazar ki talash hai

Haleema Sadiya Shagufta

MORE BYHaleema Sadiya Shagufta

    mire jigar qarār hai mirī nazar talāsh hai

    tujhe bhuul saktī huuñ kis tarah ki umr bhar talāsh hai

    mire ham-nafas mire ham-navā mirī zindagī har ek pal

    hai udaas kittā dekh le tirī ik nazar talāsh hai

    mire ḳhvāb meñ mirī saañs meñ mirī soch mere ḳhayāl meñ

    tire hijr shab-e-tār hai kisī ik qamar talāsh hai

    hai udaas chāñd chāñdnī hai guloñ husn bhī be-asar

    maiñ jabīñ meñ sajde liye phirūñ kisī sang-e-dar talāsh hai

    tirī zulf bikhre chale havā tire lab khuleñ to kalī khile

    hameñ zer-e-sāya sukūñ mile usī ik shajar talāsh hai

    tu mere jigar ka qarar hai tu meri nazar ki talash hai

    tujhe bhul sakti hun kis tarah ki tu umr bhar ki talash hai

    mere ham-nafas mere ham-nawa meri zindagi ka har ek pal

    hai udas kitta tu dekh le teri ek nazar ki talash hai

    mere KHwab mein meri sans mein meri soch mere KHayal mein

    tere hijr ki shab-e-tar hai kisi ek qamar ki talash hai

    hai udas chand ki chandni hai gulon ka husn bhi be-asar

    main jabin mein sajde liye phirun kisi sang-e-dar ki talash hai

    teri zulf bikhre chale hawa tere lab khulen to kali khile

    hamein zer-e-saya sukun mile usi ek shajar ki talash hai

    Source:

    Ghuncha Phir Laga Khilne (Pg. 51)

    • Author: Haleema Sadiya Shagufta
      • Publisher: Urfi Publications, Haryana
      • Year of Publication: 2003
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now