Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

udas rut mein tere baad ki kahani hai

M. Usman Shakir

udas rut mein tere baad ki kahani hai

M. Usman Shakir

MORE BYM. Usman Shakir

    udaas rut meñ tire baad kahānī hai

    sukūt-e-dil hai tire ġham jāñ-fishānī hai

    na tere saath guzarte to ham guzar jaate

    yahī hai baat agarche zarā purānī hai

    mohabbatoñ ke Dase haiñ to nafrateñ do

    ki ye bhī apne buzurgoñ ik nishānī hai

    vafā baat na kar ḳhvāhisheñ bachā apnī

    mujhe aziiz ta.alluq tujhe javānī hai

    ga.e dinoñ ke marāsim baat hai 'shākir'

    vagarna us se mohabbat kise nibhānī hai

    udas rut mein tere baad ki kahani hai

    sukut-e-dil hai tere gham ki jaan-fishani hai

    na tere sath guzarte to hum guzar jate

    yahi hai baat agarche zara purani hai

    mohabbaton ke Dase hain to nafraten la do

    ki ye bhi apne buzurgon ki ek nishani hai

    wafa ki baat na kar KHwahishen bacha apni

    mujhe aziz talluq tujhe jawani hai

    gae dinon ke marasim ki baat hai 'shakir'

    wagarna us se mohabbat kise nibhani hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now