Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

udas udas the hum usko ek zamana hua

Rind Saghari

udas udas the hum usko ek zamana hua

Rind Saghari

MORE BYRind Saghari

    udaas udaas the ham us ko ik zamāna huā

    ġhazal aa.ina dekhā to muskurānā huā

    na jaane kitne ḳhabroñ ne ḳhud-kushī kar

    chalo ki aaj aḳhbār bhī purānā huā

    phir aaj biite hue mausamoñ yaad aa.ī

    phir aaj reñgte lamhoñ se dostāna huā

    ye band kamre tanhā.iyoñ ġhul thā ki phir

    hamāre vahm par ik vaar qātilāna huā

    vo fāḳhta thī jise goliyoñ ne bhuun diyā

    ye qatl sehn-e-gulistāñ meñ jārehāna huā

    hamārā shahr rahā sirf valvaloñ shahr

    use nasīb kahāñ zalzale ugānā huā

    vo munhadim sahī dīvār to milī ai 'rind'

    usī ke saa.e meñ taskīn Thikānā huā

    udas udas the hum us ko ek zamana hua

    ghazal ka aaina dekha to muskurana hua

    na jaane kitne hi KHabron ne KHud-kushi kar li

    chalo ki aaj ka aKHbar bhi purana hua

    phir aaj bite hue mausamon ki yaad aai

    phir aaj rengte lamhon se dostana hua

    ye band kamre ki tanhaiyon ka ghul tha ki phir

    hamare wahm par ek war qatilana hua

    wo faKHta thi jise goliyon ne bhun diya

    ye qatl sehn-e-gulistan mein jarehana hua

    hamara shahr raha sirf walwalon ka hi shahr

    use nasib kahan zalzale ugana hua

    wo munhadim sahi diwar to mili ai 'rind'

    usi ke sae mein taskin ka Thikana hua

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 217)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now