Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

udasiyon ka musalsal nuzul ab bhi hai

Wasim Nadir

udasiyon ka musalsal nuzul ab bhi hai

Wasim Nadir

MORE BYWasim Nadir

    udāsiyoñ musalsal nuzūl ab bhī hai

    har ek chiiz pe kamre dhuul ab bhī hai

    ulajh ke rah ga.e rūmāl apne jis meñ kabhī

    vafā raah meñ kyā vo babūl ab bhī hai

    vo 'ishq vāloñ ko sahrā meñ chhoḌ aate the

    tumhāre shahr meñ kyā ye usuul ab bhī hai

    tumhāre naam ḳhushiyāñ to ḳhair mil na sakīñ

    tumhāre naam har ġham qubūl ab bhī hai

    kabhī-kabhār mahak uThne sabab 'nādir'

    vafā shāḳh pe ik-ādh phuul ab bhī hai

    udasiyon ka musalsal nuzul ab bhi hai

    har ek chiz pe kamre ki dhul ab bhi hai

    ulajh ke rah gae rumal apne jis mein kabhi

    wafa ki rah mein kya wo babul ab bhi hai

    wo 'ishq walon ko sahra mein chhoD aate the

    tumhaare shahr mein kya ye usul ab bhi hai

    tumhaare nam ki KHushiyan to KHair mil na sakin

    tumhaare nam ka har gham qubul ab bhi hai

    kabhi-kabhaar mahak uThne ka sabab 'nadir'

    wafa ki shaKH pe ik-adh phul ab bhi hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now