Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ujDe hue dimagh ka chehra udas hai

Pranav Mishra Tejas

ujDe hue dimagh ka chehra udas hai

Pranav Mishra Tejas

MORE BYPranav Mishra Tejas

    ujḌe hue dimāġh chehra udaas hai

    sahrā ke har surāġh chehra udaas hai

    cigarette is zarā huī raushnī meñ dekh

    so.e hue charāġh chehra udaas hai

    mahbūb aur jahān ke zaḳhmoñ meñ jañg hai

    is sāneha se daaġh chehra udaas hai

    aisā koī to thā jise phūloñ se pyaar thā

    jo mar gayā to baaġh chehra udaas hai

    apnī tarah se sab ne use kyā na kuchh kahā

    'tejas' tere ayāġh chehra udaas hai

    ujDe hue dimagh ka chehra udas hai

    sahra ke har suragh ka chehra udas hai

    cigarette ki is zara si hui raushni mein dekh

    soe hue charagh ka chehra udas hai

    mahbub aur jahan ke zaKHmon mein jang hai

    is saneha se dagh ka chehra udas hai

    aisa koi to tha jise phulon se pyar tha

    jo mar gaya to bagh ka chehra udas hai

    apni tarah se sab ne use kya na kuchh kaha

    'tejas' tere ayagh ka chehra udas hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now