Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ujDe hue logon ka pata den to kise den

Ain Irfan

ujDe hue logon ka pata den to kise den

Ain Irfan

MORE BYAin Irfan

    ujḌe hue logoñ pata deñ to kise deñ

    vīrān jazīre se sadā deñ to kise deñ

    vo apnī ḳhamoshī sabab kis ko batā.eñ

    ham apnī udāsī sila deñ to kise deñ

    yādoñ se bharī shaam kareñ kis ke havāle

    ḳhvāboñ bujhī raat batā deñ to kise deñ

    har samt phailī hai yahāñ tishna-dahānī

    do buuñd samundar hai bhalā deñ to kise deñ

    har koī parastār hai sūraj yahāñ to

    aise meñ charāġhoñ ziyā deñ to kise deñ

    ujDe hue logon ka pata den to kise den

    viran jazire se sada den to kise den

    wo apni KHamoshi ka sabab kis ko bataen

    hum apni udasi ka sila den to kise den

    yaadon se bhari sham karen kis ke hawale

    KHwabon si bujhi raat bata den to kise den

    har samt hi phaili hai yahan tishna-dahani

    do bund samundar hai bhala den to kise den

    har koi parastar hai suraj ka yahan to

    aise mein charaghon ki ziya den to kise den

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now