umr guzri hai usi ke samne
'umr guzrī hai usī ke sāmne
jī liyā hai zindagī ke sāmne
kar rahī haiñ raah ḳhālī mushkileñ
aadmī hai aadmī ke sāmne
haar kar ḳhud se girā hai jo abhī
uTh khaḌā hogā sabhī ke sāmne
kyoñ na hoñ ab she'r ye bāġhī mire
hai haqīqat shā'irī ke sāmne
'umr guzri hai usi ke samne
ji liya hai zindagi ke samne
kar rahi hain rah KHali mushkilen
aadmi hai aadmi ke samne
haar kar KHud se gira hai jo abhi
uTh khaDa hoga sabhi ke samne
kyon na hon ab she'r ye baghi mere
hai haqiqat sha'iri ke samne
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.