Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

us ka andaz bhi chehra bhi ghazal jaisa hai

Manazir Ashiq Harganvi

us ka andaz bhi chehra bhi ghazal jaisa hai

Manazir Ashiq Harganvi

MORE BYManazir Ashiq Harganvi

    us andāz bhī chehra bhī ġhazal jaisā hai

    vo paḌosī mirā lagtā bhī ġhazal jaisā hai

    dekhne vaalo ise merī nazar se dekho

    ye mirā chāñd munnā bhī ġhazal jaisā hai

    dharm ke naam pe ye qatl sāzish kuchh soch

    tere hamsā.e bachcha bhī ġhazal jaisā hai

    husn aisā hai ki dekho to lage tāj-mahal

    is pe vo shaḳhs sañvartā bhī ġhazal jaisā hai

    pat-jhaḌoñ se bhī ubhartī haiñ bahāreñ 'āshiq'

    rang mausam badaltā bhī ġhazal jaisā hai

    us ka andaz bhi chehra bhi ghazal jaisa hai

    wo paDosi mera lagta bhi ghazal jaisa hai

    dekhne walo ise meri nazar se dekho

    ye mera chand sa munna bhi ghazal jaisa hai

    dharm ke nam pe ye qatl ki sazish kuchh soch

    tere hamsae ka bachcha bhi ghazal jaisa hai

    husn aisa hai ki dekho to lage taj-mahal

    is pe wo shaKHs sanwarta bhi ghazal jaisa hai

    pat-jhaDon se bhi ubharti hain bahaaren 'ashiq'

    rang mausam ka badalta bhi ghazal jaisa hai

    Source:

    (Pg. 157)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now