Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uske honTon ki aas mein rakh di

Harris Raja

uske honTon ki aas mein rakh di

Harris Raja

MORE BYHarris Raja

    us ke hoñToñ aas meñ rakh

    zindagī maiñ ne pyaas meñ rakh

    jab bagūlā banā chukā ḳhud ko

    ret sahrā baas meñ rakh

    us qabīle maiñ supūt huuñ dost

    jis ne chādar kapās meñ rakh

    zindagī dekhne ḳhvāhish thī

    aañkh terī gilās meñ rakh

    surḳh hoñToñ chāshnī 'hāris'

    phir ḳhudā ne miThās meñ rakh

    us ke honTon ki aas mein rakh di

    zindagi main ne pyas mein rakh di

    jab bagula bana chuka KHud ko

    ret sahra ki bas mein rakh di

    us qabile ka main suput hun dost

    jis ne chadar kapas mein rakh di

    zindagi dekhne ki KHwahish thi

    aankh teri gilas mein rakh di

    surKH honTon ki chashni 'haaris'

    phir KHuda ne miThas mein rakh di

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now