Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uske jaisa banna hai

Salim Saleem

uske jaisa banna hai

Salim Saleem

MORE BYSalim Saleem

    us ke jaisā banñā hai

    apne jaisā lagtā huuñ

    aaj mukammal hai duniyā

    aaj maiñ bilkul tanhā huuñ

    jaane kis jism huuñ maiñ

    jaane kis saayā huuñ

    us ke jaisa banna hai

    apne jaisa lagta hun

    aaj mukammal hai duniya

    aaj main bilkul tanha hun

    jaane kis ka jism hun main

    jaane kis ka saya hun

    Source:

    Sabhi Rang Tumhare Nikle (Pg. 62)

    • Author: Salim Saleem
      • Edition: First
      • Publisher: Rekhta Publications
      • Year of Publication: 2017

    Source:

    Wahima Vajood Ka (Pg. 114)

    • Author: Salim Saleem
      • Edition: 2nd
      • Publisher: Rekhta Publications
      • Year of Publication: 2022
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now