Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uski yaadon se le ke manzuri

Mirza Farhan Ariz

uski yaadon se le ke manzuri

Mirza Farhan Ariz

MORE BYMirza Farhan Ariz

    us yādoñ se le ke manzūrī

    baad muddat ke niiñd puurī

    vasl hai apnī zaat qurbat

    hijr hai apne-āp se duurī

    raushnī kar diyā jalā lekin

    dhyān meñ rakh havā maḳhmūrī

    zindagī naam rakh diyā us

    naam rakhnā thā jis majbūrī

    tum jo chāho na do koī ujrat

    dil musalsal karegā mazdūrī

    us ki yaadon se le ke manzuri

    baad muddat ke nind ki puri

    wasl hai apni zat ki qurbat

    hijr hai apne-ap se duri

    raushni kar diya jala lekin

    dhyan mein rakh hawa ki maKHmuri

    zindagi nam rakh diya us ka

    nam rakhna tha jis ka majburi

    tum jo chaho na do koi ujrat

    dil musalsal karega mazduri

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now