Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

usMein sari sifat phulon ki

Ameer Imam

usMein sari sifat phulon ki

Ameer Imam

MORE BYAmeer Imam

    us meñ saarī sifāt phūloñ

    us har baat baat phūloñ

    jism us julūs kaliyoñ

    us chehra barāt phūloñ

    un laboñ par tamām hotī hai

    sarhad-e-mumkināt phūloñ

    apnī ik phuul jaise chehre se

    roz hotī hai baat phūloñ

    rakh ke phūloñ ko ruḳh pe farmāyā

    aise hotī hai maat phūloñ

    mīr-e-mahfil hai hijr ḳhushbū

    aur ḳhushbū hai saath phūloñ

    rang āñkhoñ meñ rah ga.e lekin

    aa.ī ḳhushbū na haath phūloñ

    us mein sari sifat phulon ki

    us ki har baat baat phulon ki

    jism us ka julus kaliyon ka

    us ka chehra baraat phulon ki

    un labon par tamam hoti hai

    sarhad-e-mumkinat phulon ki

    apni ek phul jaise chehre se

    roz hoti hai baat phulon ki

    rakh ke phulon ko ruKH pe farmaya

    aise hoti hai mat phulon ki

    mir-e-mahfil hai hijr ki KHushbu

    aur KHushbu hai sath phulon ki

    rang aankhon mein rah gae lekin

    aai KHushbu na hath phulon ki

    Source:

    Subh Bakhair Zindagi (Pg. 92)

    • Author: Ameer Imam
      • Publisher: Rekhta Publications
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now