Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

usne manga jo dil diye hi bani

Sharaf Mujaddidi

usne manga jo dil diye hi bani

Sharaf Mujaddidi

MORE BYSharaf Mujaddidi

    us ne māñgā jo dil diye banī

    jo na karnā thā vo kiye banī

    is adā se dil us ne pherā aaj

    ki mujhe dauḌ kar liye banī

    tere ham-rāh ġhair kyuuñ aayā

    jis ḳhātir mujhe kiye banī

    dekhā anjām ishq ai dil

    jaan āḳhir hameñ diye banī

    dast-e-nāzuk se us ne jaam diyā

    aaj mujh ko 'sharaf' piye banī

    us ne manga jo dil diye hi bani

    jo na karna tha wo kiye hi bani

    is ada se dil us ne phera aaj

    ki mujhe dauD kar liye hi bani

    tere ham-rah ghair kyun aaya

    jis ki KHatir mujhe kiye hi bani

    dekha anjam ishq ka ai dil

    jaan aaKHir hamein diye hi bani

    dast-e-nazuk se us ne jam diya

    aaj mujh ko 'sharaf' piye hi bani

    Source:

    Deewan-e-Sharf Mujaddidi (Pg. 17)

    • Author: Abdul Qadir Mujaddidi
      • Edition: 1937
      • Publisher: Raees-ul-Matabe, Kanpur
      • Year of Publication: 1937
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now