Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

usi amal ki zara si sharab deta chal

Anwar Nadeem

usi amal ki zara si sharab deta chal

Anwar Nadeem

MORE BYAnwar Nadeem

    usī amal zarā sharāb detā chal

    sharar ke haath meñ koī gulāb detā chal

    vo intishār-e-ġham-e-zīst meñ jilā degā

    magar usī ko ḳhushī kitāb detā chal

    har ik savāl miltā rahā javāb tujhe

    kisī savāl bhī javāb detā chal

    yahāñ to terī hukūmat kārḳhāna thā

    kabhī hamāre ġhamoñ hisāb detā chal

    zamīñ sukūn hālat meñ aa.egī lekin

    use 'nadīm' she.arī kitāb detā chal

    usi amal ki zara si sharab deta chal

    sharar ke hath mein koi gulab deta chal

    wo intishaar-e-gham-e-zist mein jila dega

    magar usi ko KHushi ki kitab deta chal

    har ek sawal ka milta raha jawab tujhe

    kisi sawal ka tu bhi jawab deta chal

    yahan to teri hukumat ka karKHana tha

    kabhi hamare ghamon ka hisab deta chal

    zamin sukun ki haalat mein aaegi lekin

    use 'nadim' ki sheari kitab deta chal

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 582)

      • Edition: Muzaffar Hanfi
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now