Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

utna nazdik hua jitna use dur kiya

Rana Usman Ahaamir

utna nazdik hua jitna use dur kiya

Rana Usman Ahaamir

MORE BYRana Usman Ahaamir

    utnā nazdīk huā jitnā use duur kiyā

    phir usī shaḳhs nafrat mujhe mash.hūr kiyā

    rat-jagā chhoḌ maiñ is shart pe ab soyā thā

    niiñd ke saath tirā ḳhvāb bhī manzūr kiyā

    ḳhāmushī sabr hiddat se pighal saktī thī

    terī chaupāl ke ādāb ne majbūr kiyā

    tishnagī aur baḌhī jism ko jab Dhāñpā gayā

    aañkh ne vaqt tamsīl ko maḳhmūr kiyā

    mujh makāñ-dār ko dar-pesh thā manzil sukūñ

    merī hijrat ne tirā rāsta maḳhtūr kiyā

    utna nazdik hua jitna use dur kiya

    phir usi shaKHs ki nafrat mujhe mashhur kiya

    rat-jaga chhoD main is shart pe ab soya tha

    nind ke sath tera KHwab bhi manzur kiya

    KHamushi sabr ki hiddat se pighal sakti thi

    teri chaupal ke aadab ne majbur kiya

    tishnagi aur baDhi jism ko jab Dhanpa gaya

    aankh ne waqt ki tamsil ko maKHmur kiya

    mujh makan-dar ko dar-pesh tha manzil ka sukun

    meri hijrat ne tera rasta maKHtur kiya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now