Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

unchi hai bahut mere KHayalat ki duniya

Samia Naseem

unchi hai bahut mere KHayalat ki duniya

Samia Naseem

MORE BYSamia Naseem

    ūñchī hai bahut mere ḳhayālāt duniyā

    jaise kisī fankār ke jazbāt duniyā

    ulfat hai kisī meñ na muravvat hai kisī meñ

    bas dil tashaffī hai mulāqāt duniyā

    ai kaash ki is dil ko javāb ek bhī miltā

    baḌhtī chalī jaatī hai savālāt duniyā

    iḳhlās-o-mohabbat ye jahāñ bhuul chukā hai

    detī hai ishāra hameñ is baat duniyā

    sach ye hai ki ye baat 'nasīm' aap sach hai

    be-kaif hai har din har ik raat duniyā

    unchi hai bahut mere KHayalat ki duniya

    jaise kisi fankar ke jazbaat ki duniya

    ulfat hai kisi mein na murawwat hai kisi mein

    bas dil ki tashaffi hai mulaqat ki duniya

    ai kash ki is dil ko jawab ek bhi milta

    baDhti chali jati hai sawalat ki duniya

    iKHlas-o-mohabbat ye jahan bhul chuka hai

    deti hai ishaara hamein is baat ki duniya

    sach ye hai ki ye baat 'nasim' aap ki sach hai

    be-kaif hai har din ki har ek raat ki duniya

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now