Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wafa KHulus mohabbat ibaadaten uski

Saifi sironji

wafa KHulus mohabbat ibaadaten uski

Saifi sironji

MORE BYSaifi sironji

    vafā ḳhulūs mohabbat ibādateñ us

    bhulā na pā.ūñgā yaaro mohabbateñ us

    qadam qadam pe mujhe jis ne hausla baḳhshā

    charāġh-e-rāh banī haiñ nasīhateñ us

    har ek moḌ pe us ne mujhe sambhālā hai

    maiñ ḳhush-nasīb ki paa.eñ rifāqateñ us

    hai kuchh to baat yaqīnan ki log kahte haiñ

    yūñhī nahīñ haiñ zamāne meñ shohrateñ us

    wafa KHulus mohabbat ibaadaten us ki

    bhula na paunga yaro mohabbaten us ki

    qadam qadam pe mujhe jis ne hausla baKHsha

    charagh-e-rah bani hain nasihaten us ki

    har ek moD pe us ne mujhe sambhaala hai

    main KHush-nasib ki paen rifaqaten us ki

    hai kuchh to baat yaqinan ki log kahte hain

    yunhi nahin hain zamane mein shohraten us ki

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 665)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now