Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wahi sail wahi masul wahi hajat-mand

Ismail Merathi

wahi sail wahi masul wahi hajat-mand

Ismail Merathi

MORE BYIsmail Merathi

    vahī saa.il vahī mas.ūl vahī hājat-mand

    gar ho maqrūn-e-ijābat to savāl achchhā hai

    hai tirī ḳhū-e-karam talḳh-navā.ī ilaaj

    evaz-e-sañg samar de vo nihāl achchhā hai

    jumā-e-āḳhir-e-māh-e-ramzān hai afzal

    yuuñ to jis vaqt meñ ho bazl-o-navāl achchhā hai

    ho ga.ī maḳhmasa-e-qaht-o-girānī meñ kamī

    shukr hai sāl-e-guzishta se ye saal achchhā hai

    wahi sail wahi masul wahi hajat-mand

    gar ho maqrun-e-ijabat to sawal achchha hai

    hai teri KHu-e-karam talKH-nawai ka ilaj

    ewaz-e-sang samar de wo nihaal achchha hai

    juma-e-aKHir-e-mah-e-ramzan hai afzal

    yun to jis waqt mein ho bazl-o-nawal achchha hai

    ho gai maKHmasa-e-qaht-o-girani mein kami

    shukr hai sal-e-guzishta se ye sal achchha hai

    Source:

    Kulliyat-w-Hayat-e-Ismail Ba-Tasveer (Pg. ebook-503 page-315)

    • Author: Mohammad Aslam Saifi
      • Edition: 1939
      • Publisher: Dayal Printing Press, Delhi
      • Year of Publication: 1939
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now