Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wahshaton ka sar-o-saman hamein hona hai

Maikash Azmi

wahshaton ka sar-o-saman hamein hona hai

Maikash Azmi

MORE BYMaikash Azmi

    vahshatoñ sar-o-sāmān hameñ honā hai

    mustaqbil dasht-o-bayābān hameñ honā hai

    ham to dillī bhī nahīñ haiñ ki ka.ī baar luTeñ

    ek baar meñ vīrān hameñ honā hai

    ham ko ab nām-o-nasab se na pukāre koī

    ik na.e daur pahchān hameñ honā hai

    is liye ham se mansūb hai ye karb-o-balā

    ai zamīñ terā nigahbān hameñ honā hai

    chehra paḌhte koī dil kahānī paḌh le

    zindagī itnā kab āsān hameñ honā hai

    wahshaton ka sar-o-saman hamein hona hai

    mustaqbil dasht-o-bayaban hamein hona hai

    hum to dilli bhi nahin hain ki kai bar luTen

    ek hi bar mein viran hamein hona hai

    hum ko ab nam-o-nasab se na pukare koi

    ek nae daur ki pahchan hamein hona hai

    is liye hum se hi mansub hai ye karb-o-bala

    ai zamin tera nigahban hamein hona hai

    chehra paDhte hi koi dil ki kahani paDh le

    zindagi itna kab aasan hamein hona hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now