Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

waqt se kahiyo zara kam kam chale

Muneer Niyazi

waqt se kahiyo zara kam kam chale

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    vaqt se kahiyo zarā kam kam chale

    kaun yaad aayā hai aañsū tham chale

    dam-ba-ḳhud kyuuñ hai ḳhizāñ saltanat

    koī jhoñkā koī mauj-e-ġham chale

    chaar bājeñ paloñ pā.eleñ

    is tarah raqqāsa-e-ālam chale

    der kyā hai aane vaale mausamo

    din guzarte rahe haiñ ham chale

    kis ko fikr-e-gumbad-e-qasr-e-habāb

    aabjū paiham chale paiham chale

    waqt se kahiyo zara kam kam chale

    kaun yaad aaya hai aansu tham chale

    dam-ba-KHud kyun hai KHizan ki saltanat

    koi jhonka koi mauj-e-gham chale

    chaar su bajen palon ki paelen

    is tarah raqqasa-e-alam chale

    der kya hai aane wale mausamo

    din guzarte ja rahe hain hum chale

    kis ko fikr-e-gumbad-e-qasr-e-habab

    aabju paiham chale paiham chale

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now