Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

waqt se pahle hi tabdil shabahat kar di

Sayyad Musa Kazim

waqt se pahle hi tabdil shabahat kar di

Sayyad Musa Kazim

MORE BYSayyad Musa Kazim

    vaqt se pahle tabdīl shabāhat kar

    mun.akis ḳhvāb ke shīshe meñ haqīqat kar

    saarī zaḳhmī mire lahje rivāyat kar

    ashk ne aañkh meñ aate hue muddat kar

    zaḳhm jitne bhī the siine meñ vo bāhar laa.e

    aur har ik ko samajhne meñ suhūlat kar

    mar ga.e marne se pahle tirī chāhat meñ

    muntaqil saañs ke chalte virāsat kar

    aañkh ne mujhe dikhlā.e haiñ saare manzar

    aañkh ne mirī mahdūd basārat kar

    koī bhī bojh mire siine ke andar na rahā

    ġham ne is baar mirī taaza tabī.at kar

    waqt se pahle hi tabdil shabahat kar di

    munakis KHwab ke shishe mein haqiqat kar di

    sari zaKHmi mere lahje ki riwayat kar di

    ashk ne aankh mein aate hue muddat kar di

    zaKHm jitne bhi the sine mein wo bahar lae

    aur har ek ko samajhne mein suhulat kar di

    mar gae marne se pahle hi teri chahat mein

    muntaqil sans ke chalte hi wirasat kar di

    aankh ne hi mujhe dikhlae hain sare manzar

    aankh ne hi meri mahdud basarat kar di

    koi bhi bojh mere sine ke andar na raha

    gham ne is bar meri taza tabiat kar di

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now