Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wasf-e-shifa dawaon mein hukm-e-KHuda se hai

Zameer Ahmad Khan

wasf-e-shifa dawaon mein hukm-e-KHuda se hai

Zameer Ahmad Khan

MORE BYZameer Ahmad Khan

    vasf-e-shifā davāoñ meñ hukm-e-ḳhudā se hai

    ye sochnā ġhalat hai ki sab kuchh davā se hai

    pyāla bharā jo ġham vo merī ḳhatā se hai

    patjhaḌ se hai gila na shikāyat havā se hai

    ye kis ne kah diyā hai ki dar dar ḳhaak chhān

    jannat sīdhā rāsta maañ duā se hai

    majbūr ho gayā hai za.īfī meñ jo shajar

    is ye haal apne phaloñ ḳhatā se hai

    luqma nahīñ hai peT meñ jis ke koī halāl

    vo shaḳhs apnī zaat dushman sadā se hai

    maiñ us ke paas paas saraktā vo duur duur

    saaya bhī dekho phuul rūThā sadā se hai

    wasf-e-shifa dawaon mein hukm-e-KHuda se hai

    ye sochna ghalat hai ki sab kuchh dawa se hai

    pyala bhara jo gham ka wo meri KHata se hai

    patjhaD se hai gila na shikayat hawa se hai

    ye kis ne kah diya hai ki dar dar ki KHak chhan

    jannat ka sidha rasta man ki dua se hai

    majbur ho gaya hai zaifi mein jo shajar

    is ka ye haal apne phalon ki KHata se hai

    luqma nahin hai peT mein jis ke koi halal

    wo shaKHs apni zat ka dushman sada se hai

    main us ke pas pas sarakta wo dur dur

    saya bhi dekho phul ka ruTha sada se hai

    Source:

    Ghazlistan-e-Barar (Pg. 366)

      • Publisher: Sajid Urdu Press, Akola
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now