Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wazn ab un ka muayyan nahin ho sakta kuchh

Akbar Allahabadi

wazn ab un ka muayyan nahin ho sakta kuchh

Akbar Allahabadi

MORE BYAkbar Allahabadi

    vazn ab un muayyan nahīñ ho saktā kuchh

    barf tarah musalmān ghule jaate haiñ

    daaġh ab un nazar meñ haiñ sharāfat ke nishāñ

    na.ī tahzīb maujoñ se dhule jaate haiñ

    ilm ne rasm ne maz.hab ne jo thī bandish

    TuuTī jaatī hai vo sab band khule jaate haiñ

    shaiḳh ko vajd meñ laa.ī haiñ piyānoñ gateñ

    pech dastār-e-fazīlat ke khule jaate haiñ

    wazn ab un ka muayyan nahin ho sakta kuchh

    barf ki tarah musalman ghule jate hain

    dagh ab un ki nazar mein hain sharafat ke nishan

    nai tahzib ki maujon se dhule jate hain

    ilm ne rasm ne mazhab ne jo ki thi bandish

    TuTi jati hai wo sab band khule jate hain

    shaiKH ko wajd mein lai hain piyanon ki gaten

    pech dastar-e-fazilat ke khule jate hain

    Source:

    Kulliyat-e-akbar (Pg. 49)

    • Author: Sayed Akbar husain Akbar Allahabadi
      • Publisher: Farid Book Depot Pvt. Ltd
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now