Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo bichhaD kar niDhaal tha hi nahin

Naheed Virk

wo bichhaD kar niDhaal tha hi nahin

Naheed Virk

MORE BYNaheed Virk

  vo bichhaḌ kar niDhāl thā nahīñ

  ya.anī us ko malāl thā nahīñ

  vo to paañv paḌ gayā thā mire

  jis safar meñ malāl thā nahīñ

  merī tasdīq kyā bhalā kartā?

  vo kabhī merī Dhaal thā nahīñ

  surma.ī hijr ko harā kartā

  us meñ aisā kamāl thā nahīñ

  aur phir dil ne us ko chhoḌ diyā

  jab ta.alluq bahāl thā nahīñ

  chāñd phir ham-safar banā merā

  mere aage zavāl thā nahīñ

  wo bichhaD kar niDhaal tha hi nahin

  yani us ko malal tha hi nahin

  wo to panw hi paD gaya tha mere

  jis safar mein malal tha hi nahin

  meri tasdiq kya bhala karta?

  wo kabhi meri Dhaal tha hi nahin

  surmai hijr ko hara karta

  us mein aisa kamal tha hi nahin

  aur phir dil ne us ko chhoD diya

  jab talluq bahaal tha hi nahin

  chand phir ham-safar bana mera

  mere aage zawal tha hi nahin

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now