Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baĥhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo hamare hote hote rah gae

Niddhi Gupta Kashish

wo hamare hote hote rah gae

Niddhi Gupta Kashish

MORE BYNiddhi Gupta Kashish

    vo hamāre hote hote rah ga.e

    aur ham sapne sanjote rah ga.e

    dil bichhā ke ham kisč kč raah meù

    sirf apnā vaqt khote rah ga.e

    phuul bhč gulshan ke sab murjhā ga.e

    aur ham buuTe hÄŤ bote rah ga.e

    pyaar kā sāgar simaT kar rah gayā

    ham to bas palkeĂą bhigote rah ga.e

    chāùd ne bāùdhč thč Dorč ĥhair se

    aur ham motÄŤ pirote rah ga.e

    ye 'kashish' jin ke liye jagtÄŤ rahÄŤ

    saath vo ÄĄhairoĂą ke sote rah ga.e

    wo hamare hote hote rah gae

    aur hum sapne sanjote rah gae

    dil bichha ke hum kisi ki rah mein

    sirf apna waqt khote rah gae

    phul bhi gulshan ke sab murjha gae

    aur hum buTe hi bote rah gae

    pyar ka sagar simaT kar rah gaya

    hum to bas palken bhigote rah gae

    chand ne bandhi thi Dori ghair se

    aur hum moti pirote rah gae

    ye 'kashish' jin ke liye jagti rahi

    sath wo ghairon ke sote rah gae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

    Speak Now