Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo jis taraf bhi muKHatib dikhai deta hai

Shariq Jamal Nagpuri

wo jis taraf bhi muKHatib dikhai deta hai

Shariq Jamal Nagpuri

MORE BYShariq Jamal Nagpuri

    vo jis taraf bhī muḳhātib dikhā.ī detā hai

    tamām shahr usī jānib dikhā.ī detā hai

    na jaane karb hai kaisā mere takallum meñ

    udaas merā muḳhātib dikhā.ī detā hai

    ta.alluqāt dīvār kaise puḳhta ho

    ḳhulūs ek jānib dikhā.ī detā hai

    milā hai jis jabīñ par nishān-e-ḳhāk vo shaḳhs

    urūj-e-zāt tālib dikhā.ī detā hai

    wo jis taraf bhi muKHatib dikhai deta hai

    tamam shahr usi jaanib dikhai deta hai

    na jaane karb hai kaisa mere takallum mein

    udas mera muKHatib dikhai deta hai

    talluqat ki diwar kaise puKHta ho

    KHulus ek hi jaanib dikhai deta hai

    mila hai jis ki jabin par nishan-e-KHak wo shaKHs

    uruj-e-zat ka talib dikhai deta hai

    Source:

    Widrabh mein Jadeed Urdu Shairi: Ek Motala (Pg. 60)

      • Publisher: Mohammad Azhar Hayat
      • Year of Publication: 2012
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now