Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo jis zaban se mohabbat ki bu nahin aati

Nasiruddin Ansar

wo jis zaban se mohabbat ki bu nahin aati

Nasiruddin Ansar

MORE BYNasiruddin Ansar

    vo jis zabāñ se mohabbat nahīñ aatī

    vo laakh baat kare guftugū nahīñ aatī

    hamesha maiñ ne bhigoyā hai apne dāman ko

    tumhārī yaad kabhī be-vuzū nahīñ aatī

    jahāñ riyā samundar ho maujzan har dam

    vahāñ ḳhulūs phir āb-jū nahīñ aatī

    ye vasf-e-ḳhās qanā.at hai atā-karda

    zabāñ pe mere kabhī aarzū nahīñ aatī

    wo jis zaban se mohabbat ki bu nahin aati

    wo lakh baat kare guftugu nahin aati

    hamesha main ne bhigoya hai apne daman ko

    tumhaari yaad kabhi be-wuzu nahin aati

    jahan riya ka samundar ho maujzan har dam

    wahan KHulus ki phir aab-ju nahin aati

    ye wasf-e-KHas qanaat ka hai ata-karda

    zaban pe mere kabhi aarzu nahin aati

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now