Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo jo apne the wahi ho gae harjai bhi

Aabid Jafri

wo jo apne the wahi ho gae harjai bhi

Aabid Jafri

MORE BYAabid Jafri

    vo jo apne the vahī ho ga.e harjā.ī bhī

    baat peshānī pe likkhī huī pesh aa.ī bhī

    dil to pahle thā mahsūr-e-ġham-e-tanhā.ī

    us pe dharnā diye baiThī hai ye purvā.ī bhī

    jis taraf ruḳh ho havā ye barastī hai vahīñ

    abr tarh se hotī hai shanāsā.ī bhī

    dil ko rahtī bhī hai ab mahfil-e-yārāñ talāsh

    aur tabī.at hai ki us bazm meñ ghabrā.ī bhī

    wo jo apne the wahi ho gae harjai bhi

    baat peshani pe likkhi hui pesh aai bhi

    dil to pahle hi tha mahsur-e-gham-e-tanhai

    us pe dharna diye baiThi hai ye purwai bhi

    jis taraf ruKH ho hawa ka ye barasti hai wahin

    abr ki tarh se hoti hai shanasai bhi

    dil ko rahti bhi hai ab mahfil-e-yaran ki talash

    aur tabiat hai ki us bazm mein ghabrai bhi

    Source:

    Sapne Jagti Aankhon Ke (Pg. 78)

    • Author: Aabid Jafri
      • Publisher: Institute of Third World Arts & Literature, Britannia
      • Year of Publication: 1990
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now