Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo kash man leta kabhi ham-safar mujhe

Chandni Pandey

wo kash man leta kabhi ham-safar mujhe

Chandni Pandey

MORE BYChandni Pandey

    vo kaash maan letā kabhī ham-safar mujhe

    to rāsto ke pech hotā na Dar mujhe

    be-shak ye aa.ina mujhe bhar sañvār de

    par dekhtī nahīñ hai ab us nazar mujhe

    dīvār jo girī hai to ilzām kis ko duuñ

    merī ḳhushī laa.ī thī sājan ke ghar mujhe

    māyūsiyoñ ne shakl rañgat bigāḌ

    pahchāntā nahīñ hai mirā nagar mujhe

    aa.ī thī is taraf to kyuuñ mujh se milī nahīñ

    ab ke bahār lag rahī hai muḳhtasar mujhe

    maiñ 'chāñdnī' huuñ nuur hai mujh se jahān meñ

    dikhlā rahā hai kaun añdhere Dar mujh

    wo kash man leta kabhi ham-safar mujhe

    to rasto ke pech ka hota na Dar mujhe

    be-shak ye aaina mujhe ji bhar sanwar de

    par dekhti nahin hai ab us ki nazar mujhe

    diwar jo giri hai to ilzam kis ko dun

    meri KHushi hi lai thi sajan ke ghar mujhe

    mayusiyon ne shakl ki rangat bigaD di

    pahchanta nahin hai mera hi nagar mujhe

    aai thi is taraf to kyun mujh se mili nahin

    ab ke bahaar lag rahi hai muKHtasar mujhe

    main 'chandni' hun nur hai mujh se jahan mein

    dikhla raha hai kaun andhere ka Dar mujh

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now