Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo kah rahe hain sunao koi tarana-e-ishq

Gulamullah Afsoon Bhopali

wo kah rahe hain sunao koi tarana-e-ishq

Gulamullah Afsoon Bhopali

MORE BYGulamullah Afsoon Bhopali

    vo kah rahe haiñ sunāo koī tarāna-e-ishq

    kahāñ se lā.ūñ vo andāz-e-vālihāna-e-ishq

    vo un chashm-e-karam par dil-o-nigāh qadr

    vo un ke zulm pe jazbāt-e-bāġhiyāna-e-ishq

    vo merī dard bharī arz iltijā-āmez

    vo un tarz-e-takallum muġhā.irāna-e-ishq

    vo ishq-e-rafta ke qisse vo pyaar bāteñ

    phir un mujh se vo bartāv jārehāna-e-ishq

    vo merī un se shikāyāt-e-jaur be-buniyād

    vo un marhamat-e-ḳhās ġhā.ebāna-e-ishq

    wo kah rahe hain sunao koi tarana-e-ishq

    kahan se laun wo andaz-e-walihana-e-ishq

    wo un ki chashm-e-karam par dil-o-nigah ki qadr

    wo un ke zulm pe jazbaat-e-baghiyana-e-ishq

    wo meri dard bhari arz iltija-amez

    wo un ka tarz-e-takallum mughairana-e-ishq

    wo ishq-e-rafta ke qisse wo pyar ki baaten

    phir un ka mujh se wo bartaw jarehana-e-ishq

    wo meri un se shikayat-e-jaur be-buniyaad

    wo un ki marhamat-e-KHas ghaebana-e-ishq

    Source:

    Mata-e-Hayat (Pg. 68)

    • Author: Gulamullah Afsoon Bhopali
      • Publisher: Nafeesa Sultana Ana
      • Year of Publication: 2011
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now