Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaad mein us sarw-qad ke dil mera

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

yaad mein us sarw-qad ke dil mera

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

MORE BYPandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

    yaad meñ us sarv-qad ke dil mirā

    sūrat-e-sarv-e-charāġhāñ jal gayā

    sham.a saañ bhaḌkī jo mere dil aag

    ashk ke qatroñ se dāmāñ jal gayā

    phal diyā kyā ḳhaak rone ne 'nasīm'

    āñso.oñ se naḳhl-e-mizhgāñ jal gayā

    yaad mein us sarw-qad ke dil mera

    surat-e-sarw-e-charaghan jal gaya

    shama san bhaDki jo mere dil ki aag

    ashk ke qatron se daman jal gaya

    phal diya kya KHak rone ne 'nasim'

    aansoon se naKHl-e-mizhgan jal gaya

    Source:

    Deewan-e-Naseem (Pg. 9)

    • Author: Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
      • Publisher: Matba Gulshan-e-Faiz, Lucknow
      • Year of Publication: 1895
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now