Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaadon ke darichon se bite ayyam ki KHushbu aati hai

Qazi Ghulam Mohammad

yaadon ke darichon se bite ayyam ki KHushbu aati hai

Qazi Ghulam Mohammad

MORE BYQazi Ghulam Mohammad

    yādoñ ke darīchoñ se biite ayyām ḳhushbū aatī hai

    taskīn ke jhoñke aate haiñ ārām ḳhushbū aatī hai

    kuchh bol ki mustaqbil girah ham be-ḳhabroñ pe khul jaa.e

    saaqī tirī mīThī bātoñ se ilhām ḳhushbū aatī hai

    kis gulshan-e-ġhair-arzī meñ mujhe rahvār-e-sabā le aayā hai

    har samt se mujh ko ek gul-e-be-nām ḳhushbū aatī hai

    ik baar tire aane se kabhī gulban tarah jo mahkā thā

    har gosha-e-shab se aaj usī hañgām ḳhushbū aatī hai

    yaadon ke darichon se bite ayyam ki KHushbu aati hai

    taskin ke jhonke aate hain aaram ki KHushbu aati hai

    kuchh bol ki mustaqbil ki girah hum be-KHabron pe khul jae

    saqi teri miThi baaton se ilham ki KHushbu aati hai

    kis gulshan-e-ghair-arzi mein mujhe rahwar-e-saba le aaya hai

    har samt se mujh ko ek gul-e-be-nam ki KHushbu aati hai

    ek bar tere aane se kabhi gulban ki tarah jo mahka tha

    har gosha-e-shab se aaj usi hangam ki KHushbu aati hai

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now