Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye aarzu hai raat ka manzar dikhai de

Wafa Naqvi

ye aarzu hai raat ka manzar dikhai de

Wafa Naqvi

MORE BYWafa Naqvi

    ye aarzū hai raat manzar dikhā.ī de

    phir āsmāñ chāñd zamīñ par dikhā.ī de

    ham sair kar rahe haiñ ḳhalāoñ rāt-din

    mumkin nahīñ ki koī samundar dikhā.ī de

    merī shahādatoñ karishma to dekhiye

    ab to lahū buuñd bhī ḳhanjar dikhā.ī de

    mujh ko safar qubūl hai lekin hai ek shart

    maiñ jis taraf bhī jā.ūñ mirā ghar dikhā.ī de

    muddat se pāniyoñ safar kar rahe haiñ log

    yārab kahīñ to koī payambar dikhā.ī de

    ye aarzu hai raat ka manzar dikhai de

    phir aasman ka chand zamin par dikhai de

    hum sair kar rahe hain KHalaon ki raat-din

    mumkin nahin ki koi samundar dikhai de

    meri shahadaton ka karishma to dekhiye

    ab to lahu ki bund bhi KHanjar dikhai de

    mujh ko safar qubul hai lekin hai ek shart

    main jis taraf bhi jaun mera ghar dikhai de

    muddat se paniyon ka safar kar rahe hain log

    yarab kahin to koi payambar dikhai de

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now