Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye fasl-e-gul hai gareban ke tar ki had tak

Saib Tonki

ye fasl-e-gul hai gareban ke tar ki had tak

Saib Tonki

MORE BYSaib Tonki

    ye fasl-e-gul hai garebāñ ke taar had tak

    junūñ ḳhair junūñ hai bahār had tak

    faroġh-e-husn salāmat kahīñ to hogī sahar

    ki shab hai gesu-e-mushkīñ tatār had tak

    qadam baḌhā ki abhī duur hai tirī manzil

    shikast-e-ābla-pā.ī hai ḳhaar had tak

    yahāñ kuchh aur nahīñ māvarā-e-lail-o-nahār

    ye kā.enāt hai lail-o-nahār had tak

    ye fasl-e-gul hai gareban ke tar ki had tak

    junun ki KHair junun hai bahaar ki had tak

    farogh-e-husn salamat kahin to hogi sahar

    ki shab hai gesu-e-mushkin tatar ki had tak

    qadam baDha ki abhi dur hai teri manzil

    shikast-e-abla-pai hai KHar ki had tak

    yahan kuchh aur nahin mawara-e-lail-o-nahaar

    ye kaenat hai lail-o-nahaar ki had tak

    Source:

    Sher-o-Shuoor (Pg. 53)

    • Author: Saib Tonki
      • Edition: 1989
      • Publisher: Rajasthan Urdu Academy, Jaipur
      • Year of Publication: 1989
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now