Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye ghar sarab-e-tamanna dikhai deta hai

Iqbal Ashhar Quraishi

ye ghar sarab-e-tamanna dikhai deta hai

Iqbal Ashhar Quraishi

MORE BYIqbal Ashhar Quraishi

    ye ghar sarāb-e-tamannā dikhā.ī detā hai

    jise bhī dekhiye pyāsā dikhā.ī detā hai

    ye kā.enāt bhī ik ḳhvāb-e-nā-tamām hai

    aur is silsila dhokā dikhā.ī detā hai

    qarīb aa.e to lagtā hai jism ḳhushbū

    vo duur se koī sho.ala dikhā.ī detā hai

    maiñ ik makān tārīf kis tarah kar duuñ

    ye saarā shahr achchhā dikhā.ī detā hai

    hazār chehre dhuñdlakoñ meñ kho ga.e 'ash.har'

    jidhar bhī dekhiye sahrā dikhā.ī detā hai

    ye ghar sarab-e-tamanna dikhai deta hai

    jise bhi dekhiye pyasa dikhai deta hai

    ye kaenat bhi ek KHwab-e-na-tamam si hai

    aur is ka silsila dhoka dikhai deta hai

    qarib aae to lagta hai jism KHushbu ka

    wo dur se koi shoala dikhai deta hai

    main ek makan ki tarif kis tarah kar dun

    ye sara shahr hi achchha dikhai deta hai

    hazar chehre dhundlakon mein kho gae 'ashhar'

    jidhar bhi dekhiye sahra dikhai deta hai

    Source:

    Be Sada Faryaad (Ghazals) (Pg. 69)

    • Author: Iqbal Ashhar Qureshi
      • Edition: 2012
      • Publisher: Fine Art Group Publications
      • Year of Publication: 2012
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now