Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye hawa ye dhup ye barsat pahle si nahin

Naresh Shandilya

ye hawa ye dhup ye barsat pahle si nahin

Naresh Shandilya

MORE BYNaresh Shandilya

    ye havā ye dhuup ye barsāt pahle nahīñ

    din nahīñ pahle se ab ye raat pahle nahīñ

    aaj kyoñ har aadmī badnām aatā hai nazar

    aaj kyoñ har aadmī zaat pahle nahīñ

    kis liye raT haa.e haa.e lagī hai har taraf

    kyoñ hamāre dil jigar meñ baat pahle nahīñ

    ab kahāñ vo zahr ke pyāle kahāñ miirā kaho

    prem baazī meñ kyoñ shah-māt pahle nahīñ

    un chaukhaT ne nahīñ kyoñ aaj pahchānā mujhe

    kyā mirī hastī mirī auqāt pahle nahīñ

    ye hawa ye dhup ye barsat pahle si nahin

    din nahin pahle se ab ye raat pahle si nahin

    aaj kyon har aadmi badnam aata hai nazar

    aaj kyon har aadmi ki zat pahle si nahin

    kis liye raT hae hae ki lagi hai har taraf

    kyon hamare dil jigar mein baat pahle si nahin

    ab kahan wo zahr ke pyale kahan mera kaho

    prem ki bazi mein kyon shah-mat pahle si nahin

    un ki chaukhaT ne nahin kyon aaj pahchana mujhe

    kya meri hasti meri auqat pahle si nahin

    Source:

    (Pg. 70)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now