Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye kaisa hu ka aalam hai sunai kuchh nahin deta

Rasheed Afroz

ye kaisa hu ka aalam hai sunai kuchh nahin deta

Rasheed Afroz

MORE BYRasheed Afroz

    ye kaisā aalam hai sunā.ī kuchh nahīñ detā

    jahāñ maiñ huuñ vahāñ se kyoñ dikhā.ī kuchh nahīñ detā

    tirī parchhā.īñ partav mirī āñkhoñ meñ rahne de

    ziyāda raushnī meñ bhī sujhā.ī kuchh nahīñ detā

    vo jab tak duur thā qadmoñ aahaT sun rahā thā maiñ

    qarīb aate jaane kyoñ sunā.ī kuchh nahīñ detā

    parindoñ ko tulū-e-sub.h se nisbat to hai lekin

    fazā kohre meñ Duubī hai dikhā.ī kuchh nahīñ detā

    ye kaisa hu ka aalam hai sunai kuchh nahin deta

    jahan main hun wahan se kyon dikhai kuchh nahin deta

    teri parchhain ka partaw meri aankhon mein rahne de

    ziyaada raushni mein bhi sujhai kuchh nahin deta

    wo jab tak dur tha qadmon ki aahaT sun raha tha main

    qarib aate hi jaane kyon sunai kuchh nahin deta

    parindon ko tulu-e-subh se nisbat to hai lekin

    faza kohre mein Dubi hai dikhai kuchh nahin deta

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now