Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye KHayal aur KHwab ki duniya

Rashid Arfi

ye KHayal aur KHwab ki duniya

Rashid Arfi

MORE BYRashid Arfi

    ye ḳhayāl aur ḳhvāb duniyā

    aisī jaise kitāb duniyā

    mere dil meñ haram sarā.e hai

    jaise būḌhe navāb duniyā

    muntaqil ho ke ahd-e-pīrī meñ

    yaad aa.ī shabāb duniyā

    kyā taqābul hai merī duniyā se

    vo hai ālī-janāb duniyā

    un ke ham bhī qarīb rahte haiñ

    yaar ye hai gulāb duniyā

    ab to honā hai bas amal-pairā

    chhoḌ aa.e nisāb duniyā

    duniyā-dārī nibāh 'rāshid'

    hai azāb-o-savāb duniyā

    ye KHayal aur KHwab ki duniya

    aisi jaise kitab ki duniya

    mere dil mein haram sarae hai

    jaise buDhe nawab ki duniya

    muntaqil ho ke ahd-e-piri mein

    yaad aai shabab ki duniya

    kya taqabul hai meri duniya se

    wo hai aali-janab ki duniya

    un ke hum bhi qarib rahte hain

    yar ye hai gulab ki duniya

    ab to hona hai bas amal-paira

    chhoD aae nisab ki duniya

    duniya-dari nibah di 'rashid'

    hai azab-o-sawab ki duniya

    Source:

    Rakht-e-Safar (Pg. 46)

    • Author: Rashid Arfi
      • Publisher: brijesh Arfee
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now